AK VEG RECIPES

Saturday, 29 July 2017

Raksha Bandhan Recipes: Raksha Bandhan Recipes in Hindi

Hello Friends, Raksha Bandhan aane vala hai, aur aaj ham le kar aaye hai Raksha Bandhan ke liye Swadist aur easy recipes.Raksha Bandhan ke festival ko enjoy kariye meri in delicious aur swadist recipes ke sath.रक्षा बंधन रेसिपीज.

RAKSHA BANDHAN RECIPES

Raksha Bandhan Recipes

Sweet Recipe for Raksha Bandhan


1.Rasmalai Recipe-

Rasmalai Recipe


Rasmalai Recipe_Rasmalai ka naam sunte hi muh me pani aa jata hai, fir chahe vah bacha ho ya budha.Rasmalai Recipe bohat hi swadist bengali mithai hai, isko khate hi aisa lagega ki yah devo ki khas hai.Rasmalai Recipe banane me jitani muskil dikhti hai utni hai nahi.Log isse aksar Festivals ya party ke liye banate hai, aur ab to bohat hi khas tyohaar aane vala hai- Raksha Bandhan.To jaldi se yummy yummy rasmalai ghar par banaiye aur maje se khaiye.(Raksha Bandhan Recipe)

2.Rabri Recipe-

Rabri Recipe

Rabri dudh se banne vali mithaiyo me sabse swadist hoti hai.Rabri muh me jate hi ghul jati hai, Rabri ka swad apne aap me bohat hi nirala hota hai.Aksar aap rabri khane ke liye bajaar(market)  me jate hai, lekin aap ghar par hi bohat swadist rabri bana sakte hai.Dhundne par shayad hi aisa koi milega jise kesar aur ilaychi se bani Shahi Rabri Pasand na ho.Iss Rabri Recipe me Malai ke chote-chote tukdo vali gadhi Rabri banai gayi hai.Iss Rabri Recipe ka swad do guna karne ke liye badam aur pista ka bharpur upyog kiya gya hai, aur bohat hi ashi mehak ke liye kesar dala gya hai.Bohat hi kam samgri se banne vali uttari bharat ke paaram-parik pakvano me shamil lachedaar Rabri kisi bhi khaas avsar ko aur bhi khaas bana de.To aaiye banate hai Rabri.

3.Coconut Kheer Recipe-

coconut kheer recipe

Agar khane ke baad kuch mitha khane ka bohot man kar raha hai to isse jrur try kare, yah bohot hi swadist 😋kheer hai.To aaiye😊 banana suru karte hai coconut kheer recipe/nariyal ki kheer.(Raksha Bandhan Recipe)

4.Malai Ghevar Recipe-

Malai Ghevar Recipe
Ghevar bohot hi swadist mithai hoti hai, aur ise 56 bhog ke andar hi gina jata hai.Savan aur Raksha Bandhan me ghevar ki special demand hoti hai.Malai Ghevar kaise banate hai yaha se sikhiye.Ghevar me aapko kayi parkar ki varieties mil jayegi jaise ki- Plane Ghevar, Mawa Ghevar aur Malai Ghevar Recipe.

5.Sevai Recipe-

Sevai Recipe

Sevai Recipe: Sevai Kheer Recipe ek swadist bhartiya mithayi hai, jo dudh aur sevai se banti hai.Sevai kheer ko khaastaur par festivals par banaya jata hai, jaise ki- Raksha bandhan, Eid, Holi aadi.To pesh hai aapke liye Thin pasta/Vermicelli ki kheer/Sevai Kheer Recipe/Sevai Recipe Raksha Bandhan ke liye.

6.Rabri kheer Recipe-

Rabri kheer Recipe

Dudh me dardra pisa chaval mila kar pakaya aur fir rabri mila di iss tarah banayi hui kheer swad me ek dam alag hoti hai,isse kabhi bhi special avsar ya kisi bhi party me banaya ja sakta hai.
To aaiye banana suru karte hai rabri kheer.(Raksha Bandhan Recipe)

7.Kesariya Shrikhand-

kesariya shrikhand recipe

Kesar aur ilaychi se lade malaidaar, chip-chipe shrikhand ke upar mile jule fal dale hue aur garma-garam puri ke upar daal kar parosa gaya, yah ek aisa vyanjan hai jiske liye aap kuch bhi kar sakte hai.Abhi iss jhatpat shrikhand vyanjan ke sath, aapko lalach nahi hoga, kyoki ab aap isse kabhi bhi bana sakte hai.To aaiye banate hai Yummy Shrikhand Recipe.(Raksha Bandhan Recipe)

8.Balushahi Recipe-

balushahi recipe

Balushahi khane me ek dam khasta va swadist hoti hai aur isme mawa ka upyog nahi hota.
Dipawali ke parv par mithaiya to ham banayege hi.Mithaiyo ki adhik mang ke karan bajar me jo mawa milta hai,vah adhikans milavti hota hai issliye aisi mithai banana asha haijisme mawa upyog nahi hota , issliye aaiye aaj ham balushahi banaye.(Raksha Bandhan Recipe)

9.Mathura Peda Recipe-

mathura peda, recipe

Mathura peda se savaadist aur ashe pede duniya bhar me kahi nahi milte.Mathura ji ke pede gaay ke dudh se banaye jate the lekin aaj kal gaay ke dudh ki bajaay bhains ke dudh se bhi banaye jate hai.Mathura peda banate samay mawa ko adhik se adhik buna jata hai.(Raksha Bandhan Recipe)

10.Kesar Sandesh Recipe-

Kesar Sandesh Recipe

Ghevar bohot hi swadist mithai hoti hai, aur ise 56 bhog ke andar hi gina jata hai.Savan aur Raksha Bandhan me ghevar ki special demand hoti hai.Malai Ghevar kaise banate hai yaha se sikhiye.Ghevar me aapko kayi parkar ki varieties mil jayegi jaise ki- Plane Ghevar, Mawa Ghevar aur Malai Ghevar Recipe.

11.Besan Ladoo Recipe-

Besan Ladoo recipe

Besan ke laddu ham kisi bhi tyohar par bna sakte hai,isme bohat kam ingredients lagte hai aur ye aasani se ban jate hai.Diwali par jab aapke khas mehmaan aaye to unhe besan ke laddu jarur khilaye.
Aaiye ham banate hai besan ladoo.

12.GulabJamun Recipes-

Gulabjamun Recipe

Gulab jamun Recipe uttar bharat ki mithai hai,gulab jamun recipe mawa me maida dalkar banaye jate  hai ,paneer aur mawa se bhi gulabjamun banaye jate hai.Aaj ham mawa, paneer milakar gulab jamun banayege.Aaiye ham banaye svadist gulab jamun recipe.(Raksha Bandhan Recipe)

13.Bread Gulab jamun Recipe-

Bread Gulab Jamun

Gulab jamun se jada swadist kya koi aur mithai ho sakti hai?Nahi na!
To aaj ham Gulab Jamun ki Recipe batayege lekin thodi si alag- aaj ham Bread Gulab Jamun Recipe batayege.Vese bhi khane ke baad kuch Mitha khane ka man karta hai.To aaiye jaldi se shuru karte hai, Bread Gulab jamun Banane ki vidhi.
......Read More(Recipe Padhiye)

14.Rasgulla Recipe-

Rasgulla Recipe

Hello dosto,Raksha Bandhan aane vala hai to kyo na kuch mitha ho jaye.Aaj ham banayege Rasgulla.Rasgulla ka naam sunate hi muh me mithas bhar jati hai.Isse bnana thoda muskil hai par thodi si practice se aasani se banaye ja sakte hai.Aayie ham suru karte Rasgulla recipe.(Raksha Bandhan Recipe)

15.Badam Katli-

badam katli recipe


   Mithe me Badam ka ek naya swad chakhna hai, to banaiye badal katli.Yah Recipe behad aasan aur lajij hai.Aaj ham badam se burfi banayege.Badam Burfi kayi tarah se banayi jaati hai,lekin sirf badam aur chini se mila kar banayi badam katli ka svaad mawa ya condesed milk se milkar banayi gayi badam katli se ekdam alag hota hai aur iski self life bhi adhik hoti hai.(Raksha Bandhan Recipe)

16.Kesar Burfi-

Kesar Burfi recipe


Milk powder se safed aur kesariya burfi ki parte mila kar banayi hui milk powder kesar burfi holi,Raksha Bandhan, diwali ya kisi bhi tyohaar par banayi ja sakti hai,agar mava na ho ya jaldi se milk powder se mithayi banani ho to jaldi se is recipe ko banaa kar dekhiye.
To aaiye banana suru karte hai Kesar Burfi.

17.Coconut Burfi Recipe-

coconut burfi recipe

Aaj ham india ki bohat hi savaadist aur lajij nariyal burfi banayege.Isse ham vrat ke liye bhi banaa sakte hai aur jab mitha khane ka bohat hi man kare tab bhi.To aaiye banana suru karte hai svad se bhari Coconut burfi.

18.Pista Burfi Recipe-

Pista Burfi Recipe
Piste ki burfi to aapne khayi hi hogi par shop se kharid kar,par ab aapko kahi jaane ki jarurat nhi hai,ghar par hi svad se bhari burfi banaye aur khaye.
To aaj ham banayege pista ki burfi.

19.Carrot Burfi: Gajar ki Burfi-

carrot burfi recipe
Kaddukas ki hui gajar ko dudh me pakaa kar jamayi hui Carrot Burfi Recipe banane ka tarika gajar ka halwa banane jaisa hi hai,bas thoda aur pakaiye aur jamaa dijiye.
To aaiye banana suru karte hai Carrot Burfi Recipe.

Fast Foods for Raksha Bandhan


20.Noodles Spring Roll Recipe-

noodles spring roll recipe
Bacho aur young generation ko noodles spring roll bohat pasand aate hai.Aaj ham wrappers maida ko bel kar tave par sek kar tyaar karege.

21.Noodles Pakora Recipe-

noodles pakora Recipe
Baat jab noodles ki aati hai to ye to bache se lekar bujurgo tak sabko pasand hote hai aur barsat ya thand ke mosam me pakora khana kisko nhi bhayega ,hai na dosto sahi kahaa na maine.To aaj ham noodles pakora banayege.Aaiye suru karte hai tasty noodles pakora banana.

22.Bread Aloo Pakora-

bread pakora

Aaj ham aloo bread pakora banayege ,bread ko aloo se bharkar iss par besan ki parat lapet kar banaya hua bharva bread pakora bharat ka sabse jada man pasand nashta hai,isse aap jab bhi man kare garma-garam chay,chatni ke sath parosiye.Aaiye ham banate hai aloo bread pakora.

23. Bread Paneer Balls-

bread paneer rolls

Aaj mai tasty and bohat  yummy bread paneer balls banayege.Paneer se bohat hi ashi-ashi chije banayi jaati jaise ki paneer ke pakora ,paneer ke parathe,paneer ki sabji aadi aur paneer se bani lagbhag sari chije sabko bohat pasand aati hai.
To aaiye ham banate hai bread paneer balls.

Gobhi ke Pakora
Thand ka mosam aur garma-garam chay ke sath pakora khane ka kuch alag hi svad hai.To aaj ham gobhi ko kaddukas karke yummy pakora banayege.
Aaiye suru karte hai pakora banana.

Lunch Recipes for Raksha Bandhan


25.Chole Bhature Recipe-

chole bhature recipe

Dudh me dardra pisa chaval mila kar pakaya aur fir rabri mila di iss tarah banayi hui kheer swad me ek dam alag hoti hai,isse kabhi bhi special avsar ya kisi bhi party me banaya ja sakta hai.To aaiye banana suru karte hai rabri kheer.(Raksha Bandhan Recipe)

26.Bedmi Poori Recipe-

bedmi poori recipe


Bedmi poori keval delhi agra hi nahi samuche bruj anchal ka subah-subah khaya jaane vala man-pasand nashta hai.Ye bedmi poori kahi mung ki daal aur kahi urad ki daal dal kar banayi jati hai.

27.Aloo Poori Recipe-

aloo poori recipe

Aloo ke bharva parathe to aapne khaye hi hoge,aloo aur ajvayin ko mila kar guthe hue aate ki poori ka khasta svad bhi aap bhul nahi payege.To aaiye banate hai aloo poori.

28.Rajma Curry Recipe-

Rajma Curry Recipes

Sabse mashhur punjabi khana kon sa hai?Chole bhature, makke ki roti sarso ka saag ya rajma,jvab dena mushkil hai.Rajma Recipe punjab ka pasandida bhojan hai.Rajma me protine adhik matra me paye jate hai.To aaiye banate hai Rajma Curry Recipe.

29.Papad ki Subzi-

papad ki sabzi recipe
Papad ki sabji parampragat rajsthani recipe hai,jise turat -furat papad fry karke dahi ya tamatar-dahi ki gravy me bnaya ja sakta hai.Usse chpati,missi roti,bajra roti ya chaval ke sath bhi paros sakte hai.

30.Kadai Paneer Recipe-

Kadai Paneer
Kadai Paneer, Shimla Mirch, Pyaj, Tamatar aur Paaramparik Indian masalo ka ek mouhtwatring mishran hai, Jo tel ya Ghi me pakaya jata hai. Kadai Paneer sabse lokpriya pakvano me se ek hai.Yah ek Turat-Furat banne vali dish hai, Jise 15 min ke andar banaya ja sakta hai.

31.Paneer Masala Recipe-

Paneer Masala Recipe

This is fast to make and taste yummy with chapati or poori or bhaturas.It has been a while since I shared any paneer recipes, so I decided to make this quick fix curry and share it with you all. Hope you will give this a try and let me know how it turns out for you.

32.Paneer Butter Masala-

Paneer Butter Masala

Paneer Butter Masala is one of the most famous paneer dishes along with palak paneer, Kadai paneer, chili paneer, malai kofta and matar paneer.It is served in almost all Indian restaurants.Paneer Butter Masala also is known as Paneer Makhani is a  vegetarian dish from India which is also popular in the west.Let's make Paneer Butter Masala.

33.Kaju Korma Recipe-

kaju korma recipe


Kaju korma rich gravy vali bohat hi svadist sabji hai.Isse kisi tyohaar par kisi khas avsar par ya party ke liye bnaya ja sakta hai,ya kuch khas khane ka man ho tab kaju korma bna kar khaya ja sakta hai.To aaiye banana suru karte hai Kaju Korma.

34.Dhaba Style Mung Daal Recipe-

mung daal recipe
Mung ki daal sabse jaldi pachne vali daal hai.Jab kuch halka fulka lekin jayekedaar khane ka man ho tab mung daal tadka bnaiye ,sabhi ko bohat pasand aayegi.

35.Daal Makhani Recipe-

daal makhani recipe

Hello dosto,daal makhani recipe ek bohat hi pasandida punjabi recipe hai.Yah  ek savaadist aur creamy daal hai,yah jitani savaadist hai utani hi postic bhi hai.To aaiye suru karte hai daal makhani banana.
Subscribe Us by Email and Get Free Updates On Hot Topics!
Share:
"+y+""}else{if(A==5){c+='
  • '+w+""+y+"
  • "}else{if(A==6){c+='
  • "+w+'
    '+u+""+y+"
  • "}else{c+='
  • "+w+"
  • "}}}}}s.innerHTML=c+=""+y;d.callBack()};randomRelatedIndex=h;showRelatedPost=g;j(d.homePage.replace(/\/$/,"")+"/feeds/posts/summary"+e+"?alt=json-in-script&orderby=updated&max-results=0&callback=randomRelatedIndex")})(window,document,document.getElementsByTagName("head")[0]); //]]>
    Copyright © Veg Recipes About | Privacy | Contact