AK VEG RECIPES

Wednesday, 9 August 2017

Breakfast Recipes: Breakfast Recipes in Hindi

Hello! How are you all? Agar mai galat nahi hu to aap Breakfast Recipes/Breakfast Recipes in Hindi search kar rahe hai, Right? If yes, then you are at right place.

We bring you our Best Breakfast Recipes- Chole Bhature, Paratha Recipes, Sandwich Recipes and More

BREAKFAST RECIPES: BREAKFAST RECIPES IN HINDI

Breakfast Recipes

Veg Sandwich Recipe

Veg Sandwich Recipe
Veg Sandwich is easy to make as it is prepared only with Vegetable slices.Subah ya sham ke vaqt garma-garam chaay ya coffee ke sath Veg Sandwich mil jaye, to din hi ban jaye.

Paneer Sandwich Recipe

Paneer Sandwich
Turat furat bhukh mitani ho aur kuch postic bhi chahiye, to sabse aasan vikalp hai paneer sandwich.Paneer aur manpasand sabjiyo ki bharavan se tyaar ye sandwich bhukh shant karne ke sath-sath aapke jaayke ko bhi badhiya kar dete hai.

Aloo Paratha Recipe

Aloo Paratha Recipe
Bhartiya khane me aloo ki tarah-tarah ke parathe prachlit hai.Jaise aloo ka paratha, muli ka paratha, dal ka paratha, gobhi ka paratha aadi.Aaj ham Aloo paratha bnayege, aapko ye recipe jarur pasand aayegi.Aaiye suru kare Aloo Paratha Recipe.

Gobhi Paratha Recipe

Gobhi Paratha Recipe
Cauliflower paratha, sun ke hi muh me pani aa gya hoga, hai na.Gobhi ka paratha bohat hi mashhur punjabi dish hai, vaise to ye breakfast hai par aap jab chahe tab banaye aur khaiye.Aaiye suru karte hai gobhi paratha recipe.

Paneer Paratha Recipe

Paneer Paratha Recipe
Mujhe to Paneer Paratha nashte me makhan ke sath bohat hi svadist lagte hai, To aaiye bnate hai bharva paneer paratha recipe.  

Lachcha Paratha Recipe

Lachcha Paratha Recipe
Lachcha paratha gehu ke aate ya maise se bane hue parat vale paratha hai, jo uttar bharat me bohat hi lok priya hai.Yah bohat hi savaadist hote hai.To aaiye suru karte hai lachcha paratha banana.

Carrot Paratha Recipe: Gajar Paratha

Carrot Paratha Recipe
Subah ke nashte me parathe ka nashta asha lagta hai aur ye parathe alag-alag jayke me banaa liye jaaye to jayka bhi badh jata hai.Gajar ke parathe bohat hi sawadist hote hai.

Missi Paratha Recipe

Missi Paratha
Jab bhi shaam ko kuch jhatpat banane ka man ho to aate ke sath besan, masale aur hare dhaniye ko mila kar banaye jaane vala missa masala paratha banaiye aur isse chatni, dahi ke sath parosiye.Isse ham bacho ke tifin me bhi rakh sakte hai.

Mooli Paratha Recipe

 Mooli Ka Paratha
Mooli ke parathe uttar bharat me bohat pasandkiye jate hai,mooli ke bharva parathe bhi banaye jate hai aur kaddukas ki hui mooli ko aate me guth kar bhi.Aaj ham mooli paratha banayege.

Alsi ka Meetha Paratha

Alsi ka Paratha
Poshak tatvo se bharpur alsi ke bijo se chatni, pinni, roti, cheela to bnaye hi jaate hai, alsi ka mitha paratha bhi bohat swadist hota hai.Ham isse tifin mebhi rakh sakte hai.

Matar Paneer Paratha Recipe

Matar Paneer Paratha
Garma-garam stuffed parathe se din ki shuruaat ho jaye, to fir baat hi kya hai?Aaj ham matar paneer paratha banayege, jo aapko behad pasand aayege.

Chole Bhature Recipe in Hindi

Chole Bhature Recipe in English

Chole Bhature Recipe


Coffee Shake Recipe

Coffee Shake Recipe

Tasty coffee shake recipe, aaj ham coffee shake banayege.Jab bhi garmi ka para high hone lage, to thandi-thandi delicious coffee shake bna kra pijiye.Swad ke liye manchaha mitha (sugar), coffee dal sakte hai.Aaiye ham banate hai coffee shake.

Chocolate Milkshake Recipe in Hindi

Chocolate Milkshake Recipe

Chocolate MilkShake Recipe

Chocolate Milkshake, iska naam sunte hi muh me pani aane lagta hai.Yah shake banane ke liye sirf tin hi samgri ki avshykta hai- Dudh, Chocolate syrup aur Ice cream.Agar Chocolate syrup uplabdh nahi hai to aap ise yaha par click karke amazon se kharid sakte hai ya aap coco powder ka upyog karke isse aasani se ghar par bana sakte hai.To aaiye aaj ham bacho ka favourite chocolate shake bnate hai.

Banana MilkShake Recipe

Banana Milkshake Recipe in Hindi

Banana Milkshake Recipe

In order drinks today we're sharing to make banana milkshake recipe with you.This is very good for growing children and helps in gaining weight.Sometime in the summer season, we only want to drink chilled and liquid product.In the same series we shared, mango shake, wood apple shake, mango lassi, thandai recipes.In the same continuation, we are going to share an awesome recipe, and that is Banana Milk Shake Banana Milk Shake is so yummy, tasty and healthy drink.


Mango Shake Recipe

Mango Shake Recipe

Aam ka mosam aaye aur aap aam ka shake na banaye bhala ye bhi koi baat hui?Aamo ka swad sabhi ko bohat bhata hai.Aamo se bana hua shake to usse bhi adhik swadist hota hai, bacho ko dudh pina asha nahi lagta, lekin iss shake ke liye ve mana nahi karege.To aaiye aaj ham mango shake banaye.

Subscribe Us by Email and Get Free Updates On Hot Topics!
Share:
"+y+""}else{if(A==5){c+='
  • '+w+""+y+"
  • "}else{if(A==6){c+='
  • "+w+'
    '+u+""+y+"
  • "}else{c+='
  • "+w+"
  • "}}}}}s.innerHTML=c+=""+y;d.callBack()};randomRelatedIndex=h;showRelatedPost=g;j(d.homePage.replace(/\/$/,"")+"/feeds/posts/summary"+e+"?alt=json-in-script&orderby=updated&max-results=0&callback=randomRelatedIndex")})(window,document,document.getElementsByTagName("head")[0]); //]]>
    Copyright © Veg Recipes About | Privacy | Contact