Cauliflower paratha, sun ke hi muh me pani aa gya hoga, hai na.Gobhi ka paratha bohat hi mashhur punjabi dish hai, vaise to ye breakfast hai par aap jab chahe tab banaye aur khaiye.Aaiye suru karte hai gobhi paratha recipe.
Ab aate me namak milakar pani se guth le, aate ki loiya bna kar gobhi vala mishran loi (gole) me bhar lijiye.
Inhe gol aakar me bel lijiye aur tave par dal kar dono taraf se sunehra hone tak tal le.Aapke gobhi ke swadist parathe tyaar hai.
HOW TO MAKE GOBHI PARATHA RECIPE
Ingredients for Gobhi Paratha-
- Aata-1/2kg
- Namak-1/2 choti chamach
- Phulgobhi-250gram
- Muli-250gram
- Hari-mirch -2-3
- Tel ya ghi- 250gram
How to Make Cauliflower Parathe: Gobhi Paratha Recipe
Phulgobhi, muli ko kaddukas kar lijiye.Kadai me thoda sa tel garam karke inhe bhun le.Isme hari-mirch milakar alag rakh dijiye.Ab aate me namak milakar pani se guth le, aate ki loiya bna kar gobhi vala mishran loi (gole) me bhar lijiye.
Inhe gol aakar me bel lijiye aur tave par dal kar dono taraf se sunehra hone tak tal le.Aapke gobhi ke swadist parathe tyaar hai.
Subscribe Us by Email and Get Free Updates On Hot Topics!
Share: