Hello pyare dosto,aaj ham bnayege pineapple icecream,jisme ham orange juice and grapes juice bhi mix karege,aa gya na muh me pani.Kabhi-kabhi bache jid karne lag jate hai ki hame icecream khani hai aur kbhi-kabhi to adhi rat ko bhi icecream ki jid pakad kar beth jate hai ,to ab apko preshan hone ki jrurat nhi hai asani se yummy icecream bnaiye aur apne bacho ko khus kar lijiye.
Chini ko dudh powder me mila kar pees le va pulp me mila kar jamne ke liye rakh dijiye.
Jab ice cream adhjami ho tab baahar nikaal kar mixer me daal kar chalaye.
Ab cream me essence va nimbu ras mila kar puf kare va mixer vali icecream me daal kar fild kare va dobara jamne ke liye rakh de.
Ab jami hui Pineapple icecream ko pyale me daal kar upar se pudine ke patto se saja kar serve kare.
Khata-mitha fal hone ke sath अनानस स्वास्थ्य के लिए बहुत फायदेमंद है।, yah aapke sharir ki prtirodhak shamta ko bdhata hai.Isme calcium, fiber aur vitamin c adhik matra me paya jata hai.To aaiye banate hai Pineapple Icecream Recipe.
Pineapple Icecream Recipe
![pineapple icecream pineapple icecream recipe](https://3.bp.blogspot.com/-RtmcDEJueH8/WE-JOXlxbbI/AAAAAAAAAbs/wHneZDA26RUVkUrIFeB_JUZO6SeK8j7mQCLcB/s320/pineapple%2Bice%2Bcream%2B9.jpg)
Ingredients for Pineapple Icecream Recipe-(Avshyak samgri)
- Pineapple -1
- Cream - 2 pyala(cup)
- Pineapple essence - 2 boond(drops) (You can purchase it by clicking here.)
- Chini(sugar)- 1/2 cup
- Dudh Powder - 3 bade chamach
- 1 Nimbu ka ras
Sjane ke liye samgri-
Upar se pudine se sjaye.How to Make Pineapple Icecream Recipe- vidhi
Sabse pehale pineapple ko chil kar tukado me kaat le aur grinder me dal kar pulp tyaar kar le.Chini ko dudh powder me mila kar pees le va pulp me mila kar jamne ke liye rakh dijiye.
Jab ice cream adhjami ho tab baahar nikaal kar mixer me daal kar chalaye.
Ab cream me essence va nimbu ras mila kar puf kare va mixer vali icecream me daal kar fild kare va dobara jamne ke liye rakh de.
Ab jami hui Pineapple icecream ko pyale me daal kar upar se pudine ke patto se saja kar serve kare.
0 comments:
Post a Comment